27/05/2026
🌙✨ Eid-ul-Adha Mubarak! ✨🌙
Korba Restaurant ki taraf se tamam Musalmanon ko Eid-ul-Adha ki dili mubarakbad. ❤️
Allah Pak aap ki qurbani, ibadat aur duain qubool farmaye. Aap ki zindagi ko khushiyon, barkaton aur kamyabiyon se bhar de. 🤲
Eid ki 3 din ki chuttiyon mein apni family aur doston ke sath behtareen lamhat guzariye aur lazeez khanon ka lutf uthaiye. 🌊🍽️
Eid Mubarak from Team Korba Restaurant! 🌹