25/08/2026
✨ 12 Rabi-ul-Awal Ki Mubarak Munasbat Aur Tamam Taqrebaat Ke Liye Humari Khidmat Hazir Hain! ✨
United Catering & Party Decorator ki taraf se tamam hum watnon ko Rabi-ul-Awal ka babarkat maheena mubarak ho!
Ziyada se ziyada barkatein sameatein aur apne tamam mazhabi wa samaji programs ki tayari humpar chorrein.
Humari Khidmat:
🍲 Nazar O Niyaz: 12 Rabi-ul-Awal ke khas mokay par niyaz aur langar ke pakwan ke liye rabta karein.
💍 Shadi Biyah: Baraat, mehndi, aur walimay ki mukammal catering aur decoration.
🎉 Degar Taqrebaat: Salgirah, mehmaani aur khandani taqrebaat ka shandaar intizam.
Ba-aitamad service, lazeez khana munasib qeemton par!
📞 Rabta Karein: 03332197865
📍 Pata: 3 F 5/15, Nazimabad Num 3, Karachi