26/06/2026
Kuch jagah sirf khana nahi, yaadein serve karti hain. ❤️
30 saal se Shalu Mama Da Dhaba har generation ke saath juda hua hai. Jahan ek waqt par papa apne bachhon ko laaye the, aaj wahi bachhe apne bachhon ke saath wahi swaad enjoy kar rahe hain✨
📍 Shalu Mama Da Dhaba, Shilphata
❤️