The Hungar Stop

The Hungar Stop Fuel Your Hunger. Feel the Vibe. Neon Premium • Street Food • Café Vibes
Lucknow’s Modern Food Cart Experience
📍 The Hunger Stop | Lucknow

20/09/2026

Momos aur Pasta ka pyaar toh aapne bahut diya ❤️🔥
Ab The Hunger Stop ka Chinese Food bhi try karke dekho! 🤤🍜

Taste aisa ki reaction dena padega — “Bhai, kya bana diya!” 😂🔥

📍 The Hunger Stop, Golf City, Lucknow
👇 Comment karke batao — Chinese mein sabse pehle kya try karoge? 😋

18/09/2026

Momo toh Lucknow mein har jagah milte hain… ❤️

Lekin hamara maanna hai ki dusron ki burai karke nahi, apni quality, mehnat aur imaandari se market banti hai. 🙏🔥

Asli khushi tab milti hai jab customer sirf ek baar nahi, baar-baar aapke paas khana khane aaye. ❤️

Aaj ke ye customer hamare paas 3–4 baar aa chuke hain… aur unka review aap khud suno! 😍🔥

Kurkure Momos ❤️ | Cheese Lapeta Momos 🧀🔥

Aap bhi try karke batao—aapka favourite kaunsa hai? 👇😋

17/09/2026

Bappa ghar aaye hain… 🙏❤️

Ganpati Bappa se bas yahi prarthna hai ki har kisi ki mushkil khatm ho, har ghar mein khushhali aaye aur sabko achhai aur sacchai ka rasta mile.

21 September ko Ganesh Visarjan ke avsar par The Hunger Stop band rahega.

Bappa ko vida zaroor karenge, lekin unki kripa hamesha hamare saath rahegi.

Ganpati Bappa Morya! 🔱❤️

🙏🌺❤️

16/09/2026

Ghar baithe comment karna aasan hai, mehnat karke pehchaan banana nahi! 🔥💪

Aapka pyaar hi hamari taqat hai. ❤️

📍 THE HUNGER STOP™️ Golf City, Kalyan Chowk, Near Alaknanda Enclave, Lucknow, Uttar Pradesh

15/09/2026

🙏 गणपति बप्पा मोरया ❤️

बप्पा का आशीर्वाद हमेशा बना रहे। घर में सुख, शांति, समृद्धि और खुशियाँ आएँ। 🙏✨

गणपति बप्पा मोरया! ❤️
मंगल मूर्ति मोरया! 🙏

13/09/2026

Lucknow walo, hamare original Cheese Lapeta Momos 😋🤤 ko badnaam karke log viral hona chahte hain, lekin unko kya pata ki aapka pyaar aur support hi hamari asli kamai hai! ❤️

Hum hamesha mehnat aur imandari se kaam karte rahenge. Aapka pyaar aise hi bana rahe, The Hunger Stop family! 🙏

📍 The Hunger Stop — Golf City, Kalyan Chowk, Lucknow.

12/09/2026

Lucknow walo, hum har baar kehte hain ki The Hunger Stop ke original Cheese Lapeta Momos khane ke baad log deewane ho jaate hain 😋🤤

Lekin aaj customer ka reaction khud sun lijiye! ❤️

Aapne abhi tak hamare Cheese Lapeta Momos try kiye hain ya nahi? Comment mein batao 👇

📍 The Hunger Stop, Lucknow
🔥 HUNGER KA FULL STOP ✋

10/09/2026

YE MOMOS NAHI… LAT HAI! 🧀🥟🔥

Ek baar The Hunger Stop ke Original Cheese Lapeta Momos try kar liye na…
phir taste bhoolna mushkil hai! 😋🤤

Taste ❤️ Quality 🔥 Quantity 💯
Aur price ke hisaab se full paisa vasool! 💯

Itna pasand aata hai ki log sirf khud ke liye nahi, family ke liye bhi pack kara ke le jaate hain! ❤️

📍 Lucknow
🔥 THE HUNGER STOP™️
HUNGER KA FULL STOP ✋

Address

Near Medanta Hospital Lucknow Hariharpur Underpass Ke Bagal Me
Lucknow
226030

Opening Hours

Monday 5pm - 11pm
Tuesday 5pm - 11pm
Wednesday 5pm - 11pm
Thursday 5pm - 11pm
Friday 5pm - 11pm
Saturday 5am - 11pm
Sunday 5pm - 11pm

Website

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when The Hungar Stop posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Shortcuts

Share