18/02/2026
Ramazan Mubarak 🌙✨
Yeh mahina sirf roza ka nahi, rehmat aur barkat ka bhi hai 🤲❤️
Aur iftar ka waqt ho… aur saamne ho garma garam Arman Biryani 🍗🔥
Khushboo jo roza kholne se pehle hi dil jeet le,
Taste jo har bite ke saath shukr ada karwa de 🤍
Iss Ramazan apno ke saath baithiye, dua kijiye,
Aur iftar banaiye thoda aur khaas… Arman Biryani ke saath ✨
Allah sabke roze qubool kare 🤲
Ramazan Mubarak once again 🌙